ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
Nohay 2020 | Andhero Me Noor Wilayat ki Ghurbat | Dasta e Imamia | New Noha Shahadat e Imam Moosa Kazim a.s 2020/1441
-----------------------------------------------------------------------------
Recited By | Waseem Ul... Show More >>ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
Nohay 2020 | Andhero Me Noor Wilayat ki Ghurbat | Dasta e Imamia | New Noha Shahadat e Imam Moosa Kazim a.s 2020/1441
-----------------------------------------------------------------------------
Recited By | Waseem Ul Hassan Abidi
Kalam Title | Andhero Me Noor Wilayat ki Ghurbat
Poetry | Masooma Sherazi
Video | Imamia Media House
Social Media Team | Dasta e Imamia SMT
Audio Recorded By | ODS
Islamic Date | 25 Rajab 1441
Album | 2020 / 1441H
New Noha By Dasta e Imamia | on the Martyrdom of Imam Moosa Kazim (ع) Many condolences to Prophet Muhammad (saww) & Imam Ali (a.s) and especially to Imam e Zamana (AJF).
--------------------------------------------------------------------------
✅ Facebook:
https://www.facebook.com/DastaeImamiaofficial/
✅ YouTube:
https://www.youtube.com/channel/UCxbaViW1ncN04XTyq2cvntw
✅ Twitter:
https://twitter.com/Dasta_E_Imamia
✅ Telegram:
https://t.me/DastaEImamiaKarachi
✅ Sound Cloud:
https://soundcloud.com/786-92-110
------------------------------------------------------------------------------
Diye umeedoun ke bujh rahe hain
Hamaray Yousuf kidhar gaye hain
Ujaar sehnou mae bain karti malool maaoun ki sard aahen
Zaeef baapoun ke besahara larztay baazou sadae hal min mae dhaal rahe hain
Hamaray Yousuf kidhar gaye hain
Yeh tauq o zanjeer taziyanay
Yeh ehd e zulmat ke qaid khanay
Imam e Sajjad ka dard e ghurbat Kareem ibne Kareem Mola
Imam e Kazim ka marsiya hai
Aandheroun mae noor e wilayat ki ghurbat
Rasan basta bab ul hawaij se pocho
Aseeri ki tareekh kitni kari hai
Hidayat ki subhou se zulmaat lari hai
Azadar sadyaan lahu ro rahi hai
Imamat aandherou mae tanha khari hai
Aandheroun mae noor e wilayat ki ghurbat
Rasan basta bab ul hawaij se pocho
Hai qaid e sitamgar mae noor e payambar
Azadaroun dilgeer hai qalb e muztar
Ke rukhsat howe aaj Moosa e Jafar
Ali ibne Moosa pe gham ki ghari hai
Aandheroun mae noor e wilayat ki ghurbat
Rasan basta bab ul hawaij se pocho
Chalan hai wohi ab bhi ahl e wafa ka
Hai ehl e sitam ke wohi qaid khanay
Wohi tauq o zanjeer aur taziyaanay
Sina haq parastou ke tan mae gari hai
Aandheroun mae noor e wilayat ki ghurbat
Rasan basta bab ul hawaij se pocho
Nimr, Zakzaki ki aseeri ke nohay
Diloun mae sisakti howi sham e ghurbat
Ujartay howe aanganou ki udaasi
Riwayat mae baghdad ki aik kari hai
Aandheroun mae noor e wilayat ki ghurbat
Rasan basta bab ul hawaij se pocho
Ghulamaan e Kazim ke bekhauf chehray
Karay qaid khanou mae seena sipar hain
Sipah E sitamgaar hairaan khari hai
Wohi sham e hasrat fiza mae khari hai
Aandheroun mae noor e wilayat ki ghurbat
Rasan basta bab ul hawaij se pocho
Watan ke aseeroun ki dilgeer aahen
Imam E Zaman ko sada de rahi hain
Mitaeen ge Mehdi sitam ki siyahi
Yeh haq ki basharat diloun se juri hai
Aandheroun mae noor e wilayat ki ghurbat
Rasan basta bab ul hawaij se pocho Show Less >>
Having difficulty playing this video? Click here and let us know.
ShiaTV does not endorse any User Submission or any opinion, recommendation, or advice expressed therein, and ShiaTV expressly disclaims any and all liability in connection with User Submissions.
Comments
Add Comment